How to Easily Create or Check a Detailed Battery Report in Windows 10
![]() |
Battery Report Windows 10 |
Hello Friends,
Namashkar ! Mai hu Sukesh aur aap sabhi ka hamare aur aapake TechxByte.In blog pe dil se swagat hai!
Waise dekha jaye to Windows 10 ka khud ka apana ek in built, chhupa hua battery report tool hota hai, jo bahut hi kam logo ko pata hota hai. Jo kuch bhi aap apane laptop ki battery ke bare me janana chahte ho jaise ke, aapke laptop ki battery ka life estimate aur ha us battery ki capacity o bhi time to time to tension na lijiye ham aapaki isi problem ka sabase aasan sabase sahi samadhan leke aaye hai.
Isake liye aapako sirf powercfg command ka use karana padega .
STEP - 1) Aapko sirf Windows Button + X ye do button ek sath dabani hai .
STEP - 2) Uske bad us dibbe me se ya to Command Prompt (Admin)
ya phir Windows Powershell (Admin) jo bhi aapki settings ke anusar laptop ki settings screen par option ho uspar click kijiye.
STEP - 3) Ab jo ek black screen open hogi uspar type kariye arthaat command dijiye :- powercfg /batteryreport
Ye command aapke laptop k battery ki report C:\WINDOWS\system32\battery-report.html yaha par create kr degi. Matra Windows ke purane versions me yahi file C:\Users\[Username] aisi banegi.
STEP - 4) Open kariye aur Battery report HTML file ko dekh lijiye.
Baki har reprt ki tarah isake bhi bahut se fayade hai.....Jaise ke aapki battery kaise kam kar rahi hai, uski life jya ho sakati hai jo ke task bar me dikhayi dene wale dibbe se bahut hi jyada usefull hoti hai!
Aisa karane par aapko kya kya jankari milegi dekh lijiye :-
Aisa karane par aapko kya kya jankari milegi dekh lijiye :-
1) Battery Capacity History
2) Battery Life Estimates
3) Battery Reports
4) Drains Reports
5) Installed Batteries
6) Recent Usage
7) Usage History
![]() |
BATTERY CAPACITY HISTORY WINDOWS 10 |
2) Battery Life Estimates
![]() |
BATTERY LIFE ESTIMATES WINDOWS10 |
3) Battery Reports
![]() |
BATTERY REPORT WINDOWS10 |
4) Drains Reports
![]() |
ENERGY DRAINED REPORTS WINDOWS10 |
5) Installed Batteries
![]() |
INSTALLED BATTERIES WINDOWS 10 |
6) Recent Usage
![]() |
RECENT USAGE WINDOWES 10 |
7) Usage History
Aapke problems aur sujhaw har bar ki tarah comment box me dete rahiye. Thanks!!
Aur ha yeh post apane sabhi dosto ke sath jarur Share kariye.
Aur ha yeh post apane sabhi dosto ke sath jarur Share kariye.
.
VISIT AGAIN ! :)
~S.J.